Ms excel me gst wala bill kaise banye iski puri jankari step by step

hello dosto aaj hum apke liye ek bahut kaam ki post lekar aaye hai. aap kis prakar se excel sheet me aasani se shop ke liye bill bana sakte hai. apko hum iski puri jankari is post ke dwara dene wale hai.

{getToc} $title={Table of Contents}

aaj ke time me sabhi bill computer ke dwara genrate ya banaye jate hai. aaj ke time me bill banane ke bahut sare software aa chuke hai. jinki help se aap bahut hi aasani se bill bana sakte ho. example ke liye tally, vypar app, busy accounting baki sabhi. aap ine sabhi software ka use kare ke bill bana sakte ho. yadi aap chate ko aap apne hisaab se apna bill khud design kare sakte hai. aap ms excel ke dwara bill genrate kar sakte, apki sell ki report bana sakte. aap excel me par apne company ke employee ki salary report ko banan sakte hai. aap excel par apne store ki inventory ko bhi aasani se manage kar sakte hai. ms excel par is prakar ke sabhi work ko bahut aasani se kare sakte hai.
how to make bill on ms excel
apki yadi koi shop ya store hai to aap uske liye bill tayar karna chahte hai jo apke coustomer ko de sake. apke bill me apke coustomer ke dwara buy ki gayi sabhi product ki information hoti hai. apko buy ki gayi item ki calculation me time waste nahi karna padta apka bahut important time save hota hai. apke store ka proper bill hona chaiye jo aap coustomer ko de sake. aaj ki post me hum apko step by step google par bill banya ja sakta hai tu chaliye sikhte hai.
friends ms excel par bill banana bahut aasan work hai. aap ms excel me bill banana chahte to aapko hume step by step follow karna hai.  tu bina kisi deri ke chaliye start karte hai.

Ms excel me bill banane se pahle inee batoo ka dhayan jarur rakhe

  1. bill banane ke liye apka name aur jisko bill dena hai uska name aur sabhi details bharna jaruri hai.
  2. excel par banane ke liye apke computer aur excel me sabhi items ki list bharna jaruri hai.
  3. bill ko banate samya apko excel ke sabhi formula proper tarike se lagana hai.

Ms excel par bill kaise banaye step by step

ms excel work sheet ka use hum bill banane ke liye, data entry ka work karne ke liye, report ko prepare karne ke liye, balance sheet banane ke liye, salary slip banane ke liye aur profit aur lost ka data banane ke jaise sabhi work me ms excel ka use hota hai.
hum apko ms excel me bill banane ke  tarike batayege apko jo bhi method achhi lage aap uska use kar sakte hai. 
  1. ms excel me invoice template ka use karke aap bill banana.
  2. aap self complete bill ko design kar banana sakte hai. 

ms excel se invoice template se banana

agar aap ek windows system user hai to aap is post ko padh kar bahut aasani se apke business ke liye bill banana sakte hai. aap  apne business ke liye ms excel par bahut aasani se professional bill banana sakte. apko ms excel me aane wale template ka use karna hai.
ms excel me invoice template ki help se bill banane ke liye nichhe di gayi sabhi steps ko achhi tarah follow kare.
step-:1 sabse pahle apko apne computer me ek ms excel sheet open kar lena hai.
Step-:2 apko ms excel me new wale par apko jana waha aap blank workbook ke nichhe search bar invoice likhar search kar sakte hai. apki screen par bahut si template aa jayegi. 
step-:3 apko in sabhi template me se apne pasand ka template select kar lena hai. ms excel par apko pahle se bane hue bahut sare bill template mil jayege. apko kahi bhi jane ki jarurat nahi hogi. apko ms excel par shipping,services,sells details related pahle se prepare blank template apko mil jayegi.
aap apne work ke according kisi bhi template ko select kar usee aasani se apne computer me download kar sakte hai. apka bill ek bar download hone baad aap template me apni sari details ko fill kar apne business ke according bana sakte hai.
Step-:4 apko kisi bhi ek template ko select kar lena hai aur usko apne excel me open kar lena hai.
Step-:5 apko apne business ke according ek achha bill banana hai. apka bill professional lage. aap jis bhi template ko select kar apke customer(client) ke dekhne ke liye sabhi details hona chaiye.
aap humare dwara bataye gayi sabhi details ko apne bill me jarur add kare. isee apka kaam bahut easy ho jayega.
  1. apke business ka name aur logo dona hona chaiye
  2. apke business ki sabhi contact details jaise name, address, email aur phone number etc
  3. apke coustomer ki contact details honi chaiye
  4. apke bill me bill number hona chaiye
  5. bill me billing ke date hona chaiye
  6. apke bill me costomer ko de gayi service ya product ki puri details honi chaiye
  7. apke bill me apke client ke payment ammount ke details. jisme apke dwara di gayi disccount aur lage hue taxes ki jankari honi chaiye.
  8. apke payment ki sabhi term and condition, apke dwara liye gaye sabhi payment ki condition mention honi chaiye.
Step-:6 jab aap ek bar bill banana sikhe lete hai. uske baad apko apne computer ya laptop me apne sabhi bill template ko draft me save karke jarur rakha le. taki apko jab bhi jarurat ho aap apne bills ko aasni se edit kar payege.
Step-:7 ab aap sabhi ne bill banana sikha liya hai. ab apko bill banana bahut aasan lagega. apne jis bhi bill template ko select kar usme aap sari details edit kar save kar lijiye. taki apko jarurat padhne par apne bill aage send (bheje) sake. aap inee bill ko apne email ya whatsapp ke dwara pdf form me bhi send kar sakte hai.

Ms excel me self bill kaise design kaise kare

Step-:1 apko apne computer me ms excel software ko open kare lena hai.
Step-:2 ab hume apne store ke liye bill banane ke liye sabse pahle name ki heading create kar leni hai. apko sabse pahle utne coloum ko select kar lena hai. jitne me apke shop ka name aa jaye. ab apko inee sabhi ko Marge & Center  par click karna hai. apko apni shop ya store ka name likh dena hai aur usee bold kar lena hai. apne shop ya store ke name ko center me kar dena hai.
cells ko marge and center kare
Step-:3 ab apne yaha par apne shop ka name likha chuke hai. ab apko yaha par apni shop ka full address dena hai aur mobile number bhi likhna hai. yaha sab kar lene ke baad apko apke client ke name likhna hai aur iske right side GST number likhne ka option dena hai. iske baad niche apko bill number aur iske right side me apko date ko dalana hai.
shop ka name aur address likhe
Step-:4 ab apko apne product ki list banane ke liye serial no.,product ka name,Quantity & rate,Ammount ke apko column ka table create kar lena hai aur inee sabhi column ko create kar lene ke baad apko sabhi ko bold kar dena hai. jaisa ki aap niche dekha sakte hai.
product name,quantity,rate sabhi column banaye
Step-:5 ab apko yaha par Serial No. wale column me apko serial number likha denge. product wale column me apko sabhi product ke name likha dena hai. Quantity wale column me apko coustomer ko aap jatne items de rahe hai waha aap likha denge aur product rate wale column me apko us product ka rate likha dena jis rate aap usee de rahe hai. ab ammount wale column me hum formula lagayege = c10*d10 aur enter kare denge to apka waha ammount jode jayega.
ms excel formula add kare
ab yaha wala formula hume hume ammount ke sabhi cell tak lagana hai. jaha tak ki aap calculation karna chahte ho.
Step-:6 ab yaha par hum sabhi product ki entry karne ke baad hume sabhi ammount ko jodne(sum) karne ke liye nichhe wali line me total ammount likhe ge aur total karne ke liye sum formula (=E10+E11+E12) laga denge tab yaha sab ammount sum ho jayega.
sabhi column  ko add kar sum kare
Step-:7 aap is tarah aap jitne chahe product ka calculation karna chahte hai waha sab aasani se ho jayega aur aap aasani se total nikal sakte hai.
sabhi product ko add kar price nikale
ab aap last me yaha par apni signature karne uske liye aap ek cell create kare sakte hai.
jab aap sabhi product ki entry kare lenge to aapka bill excel me bane kar ready ho jayega aur ab aap iska print nikal kar usee par signature kare ke usee bill ko apne coustomer ko de sakte hai. bill ka print nikale ke liye apko CTRL+P press karna hai. aapka bill ready ho jayega aur isee tarah se dikhye dega. aap print button se bhi print out nikale sakte hai.
bill ka print nikale
tpo is tarah se aap apne computer me ya laptop me aasani se ms excel me bill banana sakte hai. friends aaj humne apko bataye kis prakar aap ms excel me bill banana sakte hai.

Conclusion

friends aaj humne apko ms excel me bill kaise banya jata iske bare apko pure jankari di. apko is post ke related koi bhi question aap hume comment kar bata sakte hai. aap is post ko apne friends aur sabhi ke share kijiye. aapse fir milte ek new post ke saath. tab tak ke liye good bye.

Post a Comment

Previous Post Next Post