Mobile me colour inversion/ negative screen problem ko sahi kaise kare

Hello friends Aaj hum apko mobile se related ek bahut badiya feature ke bare me batane wale hai. Jiske bare me kuch hi logo ko pata hoga. Is feature ka name hai colour inversion ya aap ise negative screen feature bhi kahte hai. Jab ise feature ka use kiya jata hai tab apke mobile ki screen negative ho jati hai. Isee negative screen feature bhi kaha jata hai. Jab kisi se yaha feature galti se on ho jata hai. Tab bahut se log pareshan ho jate hai. Unhe mobile ko use karne me problem aaane lagati hai. Unhe lagata hai unki mobile ki screen kharab ho gayi. 
Is problem ke bare me bahut sare logo sochte hai. Yaha problem kis wajah se aaye hai aur isee problem ka kya solution hai. Aise problem apko tabhi dekhne ko milti hogi jab aap mobile ko format ya reset kara jata hai.
mobile me negative display problem ko sahi kaise kare
Aaj hum apko colour inversion ke bare me detailed jankari Dene Wale hai. taki apko kabhi is problem ko face karna pade to tab aap iska solution jante honge.
{getToc} $title={Table of Contents}

Colour Inversion ya Negative Screen kya hai puri jankari

Colour inversion apke mobile ke display setting hoti hai. Jise aap enable ya reverse kar sakte hai. Colour inversion setting me apke mobile ka white background black ho jata hai aur apka black text ko yaha white kar deta hai. Is feature ka use kuch logo ke liye kafi useful hota hai Jo log vision impairment ya eyes strain se problem ko suffer kar rahe hai. Iske use se mobile me text ko padhna bahut hi easy ho jata hai. Apke mobile me yaha feature colour inversion ya negative colour name se dekhne ko milta hai.
Colour inversion mobile ka ek accessibility feature hai. Jo aaj ke sabhi elections device me available hota hai. Is feature ka main work hai colour ko invert ya change kar dena. Isme apka mobile ka light colour dark ho jata hai. Colour inversion bahut useful feature hai.
Colour inversion ke bare kuch main point isprakar hai.
  1. White background ko black karna-: jab aap apne mobile me colour inversion feature ko enable karte hai. Tab apke mobile ka white background black ho jata hai. Isee aap bahut aasani se display par likhe text ko padha sakte hai.
  2. Black Text ko White karna-: colour inversion feature apke sabhi black text white ho jata hai. 
  3. Negative Effect -: jab aap apne device me colour inversion ka use karte hai tab apke mobile ka colour bhi negative ho jata hai. Jisee apko content ko padhne aur samjhne me bahut aasani hoti hai.

Colour inversion ki problem ya negative screen ko chalu ya band kaise kare

Colour inversion mobile ka ek feature hota hai yaha feature hume sabhi mobile ki main setting me dekhne ko mil jata hai.  Jab apko iski jarurat ho tab aap ise on ya off aasani se kare sakte hai. Colour inversion ko kaise chalu ya band kiya jata hai. Iske bare me janane ke liye apko humare dwara nichhe bataye gayi sabhi step ko achhi tarah se apko follow karna hai. Aap bhi aasani se sikha Jayege.
Step-:1 apko apne mobile ki home screen par aa jana hai. Yaha par apko mobile ki main setting me aa jana hai. yahi par apko colour inversion ki setting par chale Jana hai.
mobile me colour inversion problem ko sahi kaise kare
Step-:2 ab apko mobile ki additional setting par aa jana hai. Kuch mobile me colour inversion ki setting apko display option me dekhne ko milti hai.
mobile me negative screen problem ko fix kaise kare
Step-:3 apko mobile ki additional setting me aa Jane ke baad accessibility ke option par click karna hai. Apko isme colour inversion ka option mil jayega.
mobile me colour inversion problem ko sahi kaise kare
Step-:4 Accessibility option ko aap open karte hai. Apke screen par bahut sare option dekhne ko milte hai. Isee me apko colour inversion ka option bhi dekhne ko mil jata hai. Colour inversion ka option off hoga apko simply click kar isee on kare lena hai.
mobile me colour inversion problem ko solve kaise kare
Ab apko jab bhi isee feature ko off karna hai apko is  par simply click kare off kare lena hai. Apke mobile ki negative screen fir se normal ho jayegi. Ab aap humare dwara bataye gayi steps se aasani negative screen ko on aur off kar payenge. Apko humare dwara bataye gayi steps me kuch problem aaye to aap hume se comment kare puch sakte hai. Hum apki puri help karege. Agar apke mobile me additional setting me colour inversion ka option nahi milta hai tab apko mobile ki main setting ko open kar lena hai. Yaha upper ke aur search bar me colour inversion likha kare search kare. Isme apko colour Inversion ka option apke samne dekhne mil jayega. Ab aap aasani se yaha se on ya off kar sakte hai.

Colour inversion ka use kaise kare

Colour inversion ka feature sabhi mobile me hota hai. Apka iska use apne personal work ke liye kare sakte hai. Hum apko batane wale hai aap kis prakar se colour inversion ka use kare sakte. Aap yadi mobile me koi important work kare rahe hai aur bache mobile mang rahe hai tab aap usee mana nahi kar payenge. Tab aapko simply mobile me colour inversion function ko on kar lijiye aur unhe de dijiye aap unhe yaha kaha sakte hai ki apka mobile kharab ho gaya hai. Is prakar apka private data koi bhi nahi dekha payega.

Conclusion

Aaj humne apko colour inversion ke feature ke bare me puri jankari di hai. apko humari yaha post achhi lagi hogi. Apko colour Inversion feature ke related koi doubt hai to aap hume comment kar bata sakte hai. Hum apke comment ka reply jarur karege. Isee prakar tarah ki interesting post ko padhne ke liye aap humare channel ko subscribe kar sakte hai. apke suscribe karne se humare channel par jo bhi new post aayegi apko uska notification apko mil jayega. Apko colour Inversion feature ke bare me jankar achha laga hoga. Isi prakar ki new new post ko padhne ke liye humare channel ko subscribe kar lijiye. Aap se fir milte hai ek new post ke saath tab tak ke good bye.

Post a Comment

Previous Post Next Post